RShortner
Links ko safe, chhota aur trackable banao
TeraBox links ko chhota aur share karne layak banao — WhatsApp, Telegram ya kahin bhi. Har link ka click track hota hai, aur sab kuch ek panel me dikhta hai.
🤔 Shortner Kya Hai?
RShortner ek free URL shortener hai jo TeraBox links ke liye bana hai. Lambe, mushkil links ko chhota aur share karne layak banao — WhatsApp, Telegram ya kahin bhi share karo.
Har short link pe click tracking hota hai: kitne logon ne dekha, kitne real views mile — sab dashboard pe live dikhta hai. Real views pe tumhe earning milti hai, jo wallet me jama hoti hai.
⚙️ Kaise Kaam Karta Hai?
🛡️ Safe Sharing
Short link ka matlab ye nahi hai ki koi bhi link chhupa kar bheja jaye. Gumrah karne wale, scam ya galat daave wale links RShortner par allowed nahi hain — aise links report hone par hataye jate hain. Apna link share karte waqt hamesha saaf batayein ki click karke kya milega, aur kisi ko bina bataye kisi aur page par mat bhejein. Yahi bharosa lambi race me kaam aata hai.
💰 Earning System
Har 1000 valid views pe RPM rate se earning milti hai. Bot/fake traffic auto-filter hota hai — 1 IP se 1 din me 1 hi valid view count hoga.
| Country | RPM (per 1000 views) |
|---|---|
| 🇮🇳 India ⭐ | $2.00 – $3.00 |
| 🇺🇸 USA | $4.00 – $6.00 |
| 🇬🇧 UK | $3.50 – $5.00 |
| 🇨🇦 Canada | $3.50 – $5.00 |
| 🇦🇺 Australia | $3.00 – $4.50 |
| 🌍 Others | $1.00 – $2.50 |
* Rates approximate hain — ad demand ke hisab se upar-neeche ho sakte hain. Final earning valid views pe calculate hoti hai.
🤖 Telegram Bot
@rshortner_bot ko TeraBox link bhejo — turant short link milega! Ek sath 40–50 links bhi bhej sakte ho. Video/photo caption bhi support karta hai.